page contents Urdu Poetry Dunya : Zameen insaan Ko RizQ Deti Hai,Lekin

Saturday, 4 July 2015

Zameen insaan Ko RizQ Deti Hai,Lekin

Zameen insaan Ko RizQ Deti Hai,LekinZameen insaan Ko RizQ Deti
Hai,Lekin
jab insan Marta Hai tuo Phir
Wohi Zameen Usey
Apna Rizq Bana Leti Hai.
.
Parinda Zinda Ho Tuo woh
Chuntiyaan
Khata Hai,
Magar jab Wahi Parinda Mar
jata
Hai tuo
Chuntiyaan Usey Khati Hain.
.
Waqt Kabhi Bhi BadaL Sakta
Hai,
Ek Darakht 1 Lakh Maachis
Ki Teeli
Bana Sakta Hai,
Magar Maachis Ki Ek TeeLi Ek
Lakh
Darakht jaLa Sakti Hai..
.
.
Tuo Zindagi Mein Kabhi Kisi
ko
Mat Satana,aur Na Kbhi Kisi
Ka Dil Dukhana,Kyunki
Us Waqt Shayad Aap
Taqatwar Ho,
Magar Waqt Aap Se Ziyada
Taqatwar Hai..
"Imam Jafar Sadiq"(reh) Farmate Hein:
Bacha Dunia Me Sirf 1 Hunar Le Ker Aata He
Wo Hunar He"RONA"Aur Usay Kuch Nhi Aata,
Wo Us 1 Hunar Se Apni Maa Se Sab Kaam
Karwa Leta He,
Is Liye
Apnay RAB ke Samnay "RONA" Seekho.
Aur Apnay "RAB" Ko Mana Lo,
BeshaQ Tumhara Parwardigar 70 Maon Se
Ziyada Pyar Karne Wala hai. Subhan'Allah
Plz dusron se bhi isey share kare aur is nek hidayat wale paigham ka hissa baniye... Jazak'Allah!!!

No comments:

Post a Comment

Advertisement

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...

Facebook Comments