page contents Urdu Poetry Dunya

Friday, 10 February 2017

Why to come and return?!

Omar Khayyám (1048 - 1131): Why to come and return?!
.
Summoned up to be, anguished we land;
Unwitting of the source, the ending planned!
.
No one knows the truth, in this vast strand.
Why to come and return, to a heap of sand?!
.
.
.

Mohabbat Ka Urooj Bas Itna Hai Ke

Mohabbat Ka Urooj Bas Itna Hai Ke
Us Ki Yaad Aaye To Dua Mangtey Hein Hum
Aur Dua Mangney Lagein To Us Ki Yaad Aati Hai !!!!!
Image may contain: 1 person, text and closeup

Mein Ek Pal Bhi Jo Bhoolon Usse, To Mar Jaoun

Mein Ek Pal Bhi Jo Bhoolon Usse, To Mar Jaoun
Ussi Ke Pyaar Ka Pehra Hai Meri Saanson Mein !!!!!
Image may contain: 1 person, text and outdoor

Sach Kaha Tha Ek Faqeer Ne Mujhe

Sach Kaha Tha Ek Faqeer Ne Mujhe
Tujhe Yaar To Miley Ga Sirf Tarpaney Ke Liye !!!!!
Image may contain: 1 person

Suno Mera Dil Karta Hai Mein Tum Ban Jaoun

Suno Mera Dil Karta Hai Mein Tum Ban Jaoun
Aur Phir Mujh Ko Koi Meri Tarah Chahey !!!!!
Image may contain: 1 person, text

Thursday, 9 February 2017

Woh Jin Raahon Mein Chord Gaye They Saath Be Sabab

Woh Jin Raahon Mein Chord Gaye They Saath Be Sabab
Aaj Bhi Aankhein Dekhti Hein Woh Raahein Be Sabab !!!!!
Image may contain: one or more people and text

Tareef Kia Karoon Mein Woh Alfaz Hein Kahan

Tareef Kia Karoon Mein Woh Alfaz Hein Kahan
Jawab Nahi Un Ka Meri Jaan Hai Lajawab !!!!!
Image may contain: 1 person, text

Advertisement

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...

Facebook Comments