page contents Urdu Poetry Dunya : Parai Aurat Par Nazar

Saturday 4 July 2015

Parai Aurat Par Nazar

Islam mein aurat ka maqam - DEENI AURAT's photo.

Parai Aurat Par Nazar

===============================
Hazrat Jarir (Radi Allahu Anhu) ne Hazrat MUHAMMAD (Sallallahu Alaihi Wasallam) Se Pucha Ki Ghair Mahram (Parai AURAT) Par
Achanak Nazar Chali Jaaye to kya kare?
Is par Hazrat MUHAMMAD (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne Farmaya Ki, “Tu Apni Nazar Pher Le”.
Sunan Abu Dawud,
Dosto, is gunah mein bahut aadmi shaamil hain, aur bahut se logo ko ab to iski itni aadat ho gai hai ki unko pata bhi nahi chalta ki unhone kab gunah kar diya, isliye apni nigaho ki hifazat kare aur gunaho se bache, thodi der ko sochiye, ladki aapke pass se nikli aur aapne usko ghoor-ghoor kar dekh liya, ladki chali gai, aap bhi us baat ko bhool gaye, sab kuch khatam ho gaya, lekin aapne ye nahi socha ki gunah bacha rah gaya.
Allah humko apni nigaho ki hifazat karne wala bana de. Aameen

No comments:

Post a Comment

Advertisement

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...

Facebook Comments