page contents Urdu Poetry Dunya

Sunday, 5 July 2015

I am the wind

Bleeding Heart's photo.

I am the wind

Infusion of the melancholic digression
With sprinkle of champagne bubbly on the top
I drink this exotic cocktail once too often
Experiencing swings of moody frame of mind
Propensity to change with weather wane direction
Absorbing particles of cosmic feeling on the road
I am Levanter with a foggy , cloudy emotions
Violent Borasco when someone stepping on my toes
The hot Sirocco of Sahara with steamy desires
Elevating passion to the Sun sizzling swelter
No one can stop then titillating inclinations to reach out
Getting satisfaction final goal
I am Haboob , bringing the dust and sand if not more
To each deed, each step along hazardous path
The unsettling sense of unpredicted outcome
I am "habb", the wind blowing in the constant need to move
Levanter A strong easterly wind of the Mediterranean, especially in the Strait of Gibraltar, attended by cloudy, foggy, and sometimes rainy weather especially in winter. Borasco A thunderstorm or violent squall, especially in the Mediterranean.Haboob A strong wind and sandstorm (or duststorm) in the northern and central Sudan, especially around Khartum, where the average number is about 24 per year. The name come from the Arabic word, "habb", meaning wind
by Margaret Gudkov
art by Javier Trelis Sempere

Saturday, 4 July 2015

Pakistani Movie "Dekh Magar Pyaar Say" First Trailer

Dekh Magar Pyaar Say

The wait is over! The teaser for the most anticipated rom-Com for 2015 is out! Dekh ‪#‎MagarPyaarSay‬
HKC Entertainment




#Dekh‎MagarPyaarSay‬  will be featuring a smashing brand new look for a romantic movie filled with twists, turns, surprises and everything in between!

Zina (illegal Sex) Aur Uska Azaab HADEES-E-PAK

Zina (illegal Sex) Aur Uska Azaab HADEES-E-PAK
Zina (illegal Sex) Aur Uska Azaab
HADEES-E-PAK
"Zina Tangdasti paida karta hai
aur Chehre ka Noor khatm kar deta hai,
ALLAH AZ-ZAWAJAL Farmata hai;
Maine Faisla kiya hai ki Mai Zaani [Yani Zina karne wala] ko Tangdast kar dunga Agarche kuch arsa baad sahi"
("KANZUL UMMAL"kitabul-Hudood, Al-Baab-us-Saan i-fi-Nawa-e-ul- Hudood, 5/126, HADEES: 13018)
HADEES-E-RASOOL :
"Zina se bachte raho kyunki
Ye Jism ki Taazgi ko khatm karta hai
aur Taveel Muhtaaji ka sabab hai
aur Aakhirat me ALLAH AZ-ZAWAJAL ki Naarazgi,
Hisaab ki Sakhti aur Hamesha ke liye Jahannam me Jalne ka sabab hai"
(Imam Baihaqi in his book"SHUBUL IMAN"Baab:Fi-Tahreem -ul-Furooj, 4/379, HADEES: 5478)
Hazrat Abdullah bin Abbas Radiyallahu Ta'ala Anhuma se Rivayat hai,
RASOOL-E-KAREEM SALLALLAHU TA'ALA ALAIHI WA AALIHI WA SALLAM ne Irshad farmaya;
"Jis Basti me Zina Aur sood zahir ho jae to unhone Apne liye ALLAH AZ-ZAWAJAL ke Azaab ko halaal kar liya"
("MUSTADRAK"kitabul-Biyu, 2/339, HADEES: 2308)
Hazrat Umro bin Aas Radiyallahu Ta'ala Anhuma se Rivayat hai,
NABI AKRAM
SALLALLAHU TA'ALA ALAIHI WA AALIHI WA SALLAM ne Irshad farmaya;
"Jis Qaum me Zina Zaahir hoga,
woh Qahat me Giraftaar hogi
aur Jis Qaum me Rishwat ka Zuhoor hoga,
woh Ru'ab me Giraftaar hogi"
("MISHKAAT"kitabul-Hudood, Al-Fasl-us-saal is, 1/656, HADEES: 3582)
Hazrat Buridah Radiyallahu Ta'ala Anhu se Rivayat hai,
SARKAR-E-D0-AAL AM SALLALLAHU TA'ALA ALAIHI WA AALIHI WA SALLAM ne Irshad farmaya;
"Saaton [7th] Aasman aur Saaton Zameene Bud'he Zaani [Zina karne wala] par Lanat karte hai
aur Zaaniyon ki Sharmgaah ki Badbu Jahannam walo ki Iza [Takleef] degi"
("MAJMA-UZ-ZAWA ID"kitabul Hudood...,Baab: Zimm-uz-zina, 6/389, HADEES: 10541)
Hazrat Sayyiduna Ibne Abbas Radiyallahu Ta'ala Anhuma apne Bachchon se farmaya karte the;
"Jab tum Nikah karna Chaaho to Tumhara Nikah kara dunga
kyunki Banda Jab Zina karta hai to
uske Dil se Iman Nikal jaata hai aur uska Iman Baaqi nahi rehta"
(Imam Ibne Jauzi in his book"BAHR-UD-DAMU"PAGE: 230)

AURAT KA MAKAAM

Islam mein aurat ka maqam - DEENI AURAT's photo.

★ AURAT KA MAKAAM ★

  1. Aurat Khuda ka diya hua ek Naayaab tohfa hai..
  2. Pregnant aurat ki 2 rakat Namaaz aam aurat k 70 rakat Namaaz se badkar hai.
  3. Husbnd pareshan ghar aye aur biwi use tasalli de to use Jehad ka sawaab milta hai.
  4. Jo aurat apne bachche k rone ki wajah se so na sake use 70 gulam azaad karne ka sawaab milta hai.
  5. Shauhar or Biwi ek dusre ko mohabbat ki nazar se dekhe to Allah unhe mohabbat ki nazar se dekhte hai..
  6. Jo aurat apne shohar ko Allah k raste me bheje,vo Jannat me apne shohar se 500 saal pehle jayegi..
  7. Jo aurat Aataa goondhte waqt Bismillah padhe,to uske Rizk me Barakat daal di jaati hai..
  8. Jo aurat ghair mard ko dekhti hai,Allah us par laanat bhejte hai..
  9. Jab koi aurat delivery k 40 days k andar mar jaati hai to use Shahadat ka martaba diya jaata hai..
  10. Jab aurat apne shouhar k bina kahe unke pair dabati hai,to use 70 tola Sona Sadaka karne ka sawaab milta hai..
  11. Jo paak daaman aurat Namaaz Roze ki paband ho,or jo shouhar ki khidmat kare,uske liye Jannat k 8 darwaze khol diye jaate hai..
  12. Apne shouhar ki na-farmaan aurat ki Ibadat Aasman tak nahi pohochti..
  13. Pregnant lady ki har raat Ibadath aur har din Roze me shumaar hai..
  14. Ek bachche k paida karne par 75 saal ki Namaaz ka sawaab,aur har ek dard par 1Hajj ka sawaab..
  15. Bareek Libaas pehenne wali,gair mard se milne wali, kabhi Jannat me dakhil na hogi.
  16. Jannat me sab Allah ka deedar karna chahenge,par jo aurtein duniya me Hijaab karti ho,parde ki paband hoti ho,uske deedar k liye Allah khud khwahishmand hoga..

ALLAH TAALAH NE AURATON KO BADA HI AALA MAKAAM ATAH KARA HAI CHAHE WO MAA HO ,BEHEN HO YA BIWI HO SABKO ALLAH NEK HIDAYAT ATAH KARE!
Aameen!

Parai Aurat Par Nazar

Islam mein aurat ka maqam - DEENI AURAT's photo.

Parai Aurat Par Nazar

===============================
Hazrat Jarir (Radi Allahu Anhu) ne Hazrat MUHAMMAD (Sallallahu Alaihi Wasallam) Se Pucha Ki Ghair Mahram (Parai AURAT) Par
Achanak Nazar Chali Jaaye to kya kare?
Is par Hazrat MUHAMMAD (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne Farmaya Ki, “Tu Apni Nazar Pher Le”.
Sunan Abu Dawud,
Dosto, is gunah mein bahut aadmi shaamil hain, aur bahut se logo ko ab to iski itni aadat ho gai hai ki unko pata bhi nahi chalta ki unhone kab gunah kar diya, isliye apni nigaho ki hifazat kare aur gunaho se bache, thodi der ko sochiye, ladki aapke pass se nikli aur aapne usko ghoor-ghoor kar dekh liya, ladki chali gai, aap bhi us baat ko bhool gaye, sab kuch khatam ho gaya, lekin aapne ye nahi socha ki gunah bacha rah gaya.
Allah humko apni nigaho ki hifazat karne wala bana de. Aameen

EK AURAT KI KAHANI

EK AURAT KI KAHANI...TRUE STORY...

.
EK AURAT KI KAHANI
Must Read & Share
Kisi ko dil me basaya magar pyar na kar saki...
.ghut ghut ke jeeti rahi magar khul ke na mar
saki...
.maa baap ne daman kisi gair ka pakda diya...
.
mai kya karti baba ki izat ka swal tha inkar bhi
na kar saki...
.
jise pyar kiya uski nazro me bewafa bani...
.
jiske liye use chhoda us se bhi mai wafa na kar
saki...
.
hamsfar aisa mila jise mujhpe kabhi aitbaar na
hua...
.
mai sab ke liye qurbaan hui magar koi mera
kadrdan na hua...
.
kya karu aurat hu mai kuchh kar bhi nhi sakti...
.
marne ka dil hota hai magar bacho ko dekh mar
bhi nhi sakti...
.
hasti rahti hu sabke samne apne gum ko
chhupane ke liye...
.
mai to kab ki mar chhuki hu zinda hu to faqat
zmane ke liye...
.
bachpan me hi shadi ke bandhno me bandh gyi
.
yahi hai kahani meri...
ghar baar aur bacho ke bich hi khatam ho ke
rah gyi jwani meri...
.
kisi ne dard na smjha kisi ne mujhko na jana...
.
jab apne na huye to begano ko pada apna
bnana...
.
kya karu kuchh kar nhi sakti...
bacho ka khyal hai isliye mar bhi nhi sakti.,.,.,

JANNATI AURAT KI PEHCHAAN

Islam mein aurat ka maqam - DEENI AURAT's photo.

JANNATI AURAT KI PEHCHAAN«•

********************************
HADEES:-
*********
Hadees Pak May Hain Ki Nabi-A-Karim SALLALLAHU-TA'AALA-ALAIHI-WASALLAM Ne Irshad Farmaya Ki Tumeh Jannati Aurat Ke Baare May Na Bataoun? To Sahaba Ne Arz Kiya, Aye ALLAH Ke Nabi Zaroor Batayen! To Nabi-A-Karim SALLALLAHU-TA'AALA-ALAIHI-WASALLAM Ne Farmaya Ki Har Wo Aurat Jo Shoher Se Bahoat Mohabbat Karne Wali, Zyada Bacche Janne (Paida Karne) Wali, Jab Uska Shoher Naraaz Ho To Wo Apne Shoher Ke Hath May Hath Deker Kahe Ki Us Waqt Tak Is Jagah Se Nahi Hilungi Jabtak Ki Aap Mujhse Raazi Nahi Hojayege!
To Jitni Bhi Nabi-A-Karim SALLALLAHU-TA'AALA-ALAIhI-WASALLAM Ne Nishaniyan Batayin Ki Jannati Aurat Wo Hoti Hain Ki Jo Shoher Se Be-Panah Mohabbat Karne Wali Ho, Aulaad Wali Ho Aur Agar Kabhi Uska Shoher Kisi Baat Per Naraaz Ho To Wo Apne Shoher Ke Hath May Apna Hath Deker Kahe Main Tumahri Hoon Aur Yahan Se Nahi Hatungi Jabtak Ki Aap Mujhse Raazi Nahi Hojayege, Is Tarah Manalen!
Yeh Manane Ka Amal ALLAH-TA'AALA Ko Itna Pasand Hain Ki ALLAH Ke Mehboob Ne Jannati Aurat Ki Pehchaan Batayi Aur Aajkal Ki Kayi Biwiyan Aisi Baat Karti Hain Ki Jaan-Bujker Khawindh Ko Sataati Hain, Uska Dil Dukhati Hain! Un Auraton Ko Jannat Ki Hawa Bhi Nahi Lagegi!

(Sukoon-A-Khana, Pg-130-31)

Advertisement

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...

Facebook Comments